Wednesday, June 1, 2016
Allah aik anso se muhabbat karta he.
Assalam O Alaikum
Aaj Ki Achi Baat
(01/06/2016)
Allah ne saat samundar paida kiye hen lekin wo apne bande k aik anso se muhabbat karta he.
Aaj Ki Achi Baat 139
Tuesday, April 26, 2016
Maa or Bivi Dono ko izzat do
Assalam O Alaikum
Aaj Ki Achi Baat
(26/04/2016)
Apni maa or bivi dono ko be panah izzat do kion k aik tumhe dunya me lai or dosri sari dunya chor kar tumhare pas i.
Aaj Ki Achi Baat Image 138
Saturday, April 23, 2016
Mamoli Mamoli Baton Ko Dil Me Rahaish Na Den
Assalam O Alaikum
Aaj Ki Achi Baat
(24/04/2016)
Mamoli Mamoli Baton Ko Dil Me Rahaish Na Den Kion K Agar Ye Dil Ki Rehaish Ban Jaen To Bare Bare Rishte Nusafar Ban Jate Hen.
Aaj Ki Achi Baat Image 137
Saturday, March 5, 2016
Ankh Dunya Ki Har Chez Daikhti Hey
Assalam O Alaikum
Aaj Ki Achi Baat
(06/03/2015)
Ankh dunya ki har chez dekhti hey magar jab ankh k andar kuch chala jae to osy nahi daikh pati, Bilkul isi tarha insan dosron k aib to daikhta he par apne aib ose nazar nahi atey.
Aaj Ki Achi Baat Image 136
Wednesday, March 2, 2016
Allah Jisy Tabah Karna Chahta Hey
Assalam O Alaikum
Aaj Ki Achi Baat
(03/03/2016)
ALLAH jisy tbah karna chahta hey osy aisho ashrat me daal deta hey.
Aaj Ki Achi Baat Image 135
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)