Saturday, April 23, 2016

Mamoli Mamoli Baton Ko Dil Me Rahaish Na Den

Assalam O Alaikum
                        Aaj Ki Achi Baat         (24/04/2016)
Mamoli Mamoli Baton Ko Dil Me Rahaish Na Den Kion K Agar Ye Dil Ki Rehaish Ban Jaen To Bare Bare Rishte Nusafar Ban Jate Hen.
Aaj Ki Achi Baat Image 137

Saturday, March 5, 2016

Ankh Dunya Ki Har Chez Daikhti Hey

Assalam O Alaikum
                       Aaj Ki Achi Baat       (06/03/2015)
Ankh dunya ki har chez dekhti hey magar jab ankh k andar kuch chala jae to osy nahi daikh pati, Bilkul isi tarha insan dosron k aib to daikhta he par apne aib ose nazar nahi atey.
Aaj Ki Achi Baat Image 136

Wednesday, March 2, 2016

Allah Jisy Tabah Karna Chahta Hey

Assalam O Alaikum
                         Aaj Ki Achi Baat       (03/03/2016)
ALLAH jisy tbah karna chahta hey osy aisho ashrat me daal deta hey.
Aaj Ki Achi Baat Image 135

Wednesday, February 10, 2016

Allah Ki Nafarmani Karne Se Insan Hamesha Pareshan Rehta He

Assalam O Alaikum
                      Aaj Ki Achi Baat      (11/02/2016)
Allah ki nafarmani karne se insan hamesha pareshan hi rehta he chahey wo badshah hi q na ho, or Allah ko razi rakhne se insan hamesha sakon me hi rehta he chahey faqeer hi q na ho.
Aaj Ki Achi Baat Image 134

Friday, January 22, 2016

Falah Ki Haqiqat Rahat He

Assalam O Alaikum
                      Aaj Ki Achi Baat       (23/01/2016)
Falah ki haqiqat rahat he or namaz se qalab ko wo rahat milti he jo hazar khano se bhi nahi mil sakti.
Aaj Ki Achi Baat Image 133